Hello Dosto aaj ke iss topic me aap janenge ki aapke windows pc me save password ko hack ya recover kaise kiya jata hai? aap jante hai ki aapke local pc me kai sare password save rehte hai , jaise ki wifi , email , gamil, facebook etc . aaj kal logo ke pas samay nhi rehta ki wo bar bar apni id login kare , wo kya karte hai ki jaldi me password save kar dete hai , unko ye nhi malum ki save password ko bhi recover kiya ja sakta hai, jaise  man lijeye aap koi password bhul gaye hai to aise kai tool mauzud hai , jinke madad se password recover kiya ja sakta hai . aur aapke password ka pta lgaya ja sakta hai . dosto aise tool ka use karke sare save password ko hack bhi kiya ja sakta hai. To frinds agar aap bhi apne windows pc ya apne kisi friends ka password hack karna chahte hai, to iss post ko last tak padhe, aap bahut asani se kisi ke save password ko hack kar sakte . 
To dosto chaliye start karte hai   

recover image@hinditechbuddy.blogspot.com

How to recover saved password in windows?

Step1; sabse pehle aapko ek tool ki jarurat padegi , us tool ki  link niche di gayi hai aap us link par click karke” LaZagne” tool ko download kar lijeye .

Download LaZagne Tool

Step2; lazagne tool download hone ke bad aapko ye tool zip file me milega, zip file ko extract kar lijeye apne pc par , zip file ko extract karne ke liye aap WinRar 
software ka use kar sakte hai.


Step3; ab aap lazagne tool ko jaha par extract kiya tha , us folder me jaye , or us tool ko aap command prompt  se  run kar lijeye , tool run  karne ke liye aap apne pc me jaha par file ko extract  kiya tha wahi sabse uper address bar “cmd” type kar aur enter key dbaye . agar aapko smjh me nhi aa raha hai to niche diye gaye scrren shot ko jarur dekhe.

recover image@hinditechbuddy.blogspot.com



Step4; Ab aap dekhenge ki aapke ke samne  command prompt ki window open ho gya hai. Ab iss tool ko command prompt par execute krana hoga , execute krane ke liye command prompt par type kare “dir” fir enter key dbaye.(aap screen shot jarur dekhe niche diya gya hai)
  
recover image@hinditechbuddy.blogspot.com


Step5; ab aap dekhenge ki  us tool me jo bhi file hai wo aapke samne aajayengi , aapko “laZagne.exe” file ko execute kra lijeye . iss tool execute krane ke liye command prompt par simply type kare “laZagne.exe” or enter key press kare. 


recover image@hinditechbuddy.blogspot.com


Step6; ab aapke samne kafi sare options aajayenge , aap jis chiz ka password recover karna chate hai , to usi command prompt ki window me aap type kare “laZagne.exe wifi” or enter key press kare. Dosto yaha par maine apna wifi ka password recover kiya hai , aapke case me ye kuch or ho sakte hai.


Note : yaha par laZagne.exe wifi ke bich me space hai
Command-
laZagne.exe (jis chiz ka password recover karna hai uska name uper list me dekh le.)
agar aapko apne computer me save sare password dekhne hai , to niche diye gaye command ko type kare or enter key press kare.


Command-
laZagne.exe all (press enter key)
dosto aap dekhenge ki proccess hona start ho gya hai . or aapke computer me save sabhi password ki list aajayegi. Aapne sabhi save password ko successfully recover kar liya hai.

       I hope Aapki Samjh me aagya hoga , Friends Agar aapko koi problem aarhi ho , Samjhne me to aap hame comment Kar sakte hai. Agar aapko post Pasand aayi to Jyada Se jyada share kare.  Thank U

These screenshots have been taken from the myteachworld.com 

Post a Comment

Previous Post Next Post